Sun Zara Song Details
- Song: Sun Zara
- Movie: Cirkus (2022)
- Language: Hindi
- Singer(s): Papon, Shreya Ghoshal
- Lyricist: Kumaar
- Music: Devi Sri Prasad
- Starring: Ranveer Singh, Jacqueline Fernandez, Pooja Hegde
- Music Label: T-Series
Sun Zara Song Lyrics
Meri neendein-veendeinLai ke gaya ishq tumhara
Are aise kaise aise kaise
Hoga guzaraa
Meri neendein-veendein
Lai ke gaya ishq tumhara
Are aise kaise aise kaise
Hoga guzaraa
Yeh nazar nazar meri nazar
Kar rahi hai ishara
Sanam sanam tujhe kasam
Meri dhadkanein seene laga ke tu
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
Yeh ishq dobara hoga nahi yaara
Kahe dil yeh bechara bechara bechara
Haathon mein dikha hai tere saath likha hai
Qismat ka sitara sitara sitara
Hai idhar udhar jaaun kidhar
Tu hi safar hai saara
Janam janam saare janam
Main ek teri hoon waada hai mera tu
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
Tu lehar main paani yeh dor purani
Ek apni kahani kahani kahani
Tu yaar roohani yeh umar deewani
Tere saath bitani bitani bitani
Hai asar asar teri asar
Duniyan laage begani
Sajan sajan mere sajan
Main jo mangi hai meri duaein tu
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
Sun zara sun zara sun zara sun
Mere dil mein chhupi tere
Pyaar ki yeh dhun
