Besharam Rang Song Lyrics | Pathaan (2023) Hindi Movie Songs Lyrics | Shilpa Rao

besharam rang lyrics
"Besharam Rang" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Besharam Rang from the Hindi movie "Pathaan" (2022). The song is sung by Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal and Sheykhar, Music composed by Vishal and Sheykhar, and Lyrics are penned by Kumaar and Vishal Dadlani.


Besharam Rang Song Details

  • Song: Besharam Rang
  • Movie: Pathaan (2023)
  • Language: Hindi
  • Singer(s): Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal, Sheykhar
  • Lyricist: Kumaar, Vishal Dadlani
  • Music: Vishal, Sheykhar
  • Starring: Shah Rukh Khan, Deepika Padukone
  • Music Label: YRF



Besharam Rang Song Lyrics

El esta noche la
Vida es completa

Humein toh loot liya
Milke ishq waalon ne
Bahut hi tang kiya
Ab tak inn khayalon ne


Nasha chaddha joh shareefi ka
Utaar fenka hai
Besharam rang kahaan dekha
Duniya waalon ne

Humein toh loot liya
Milke ishq waalon ne
Bahut hi tang kiya
Ab tak inn khayalon ne

Nasha chaddha joh shareefi ka
Utaar fenka hain
Besharam rang kahaan dekha
Duniya waalon ne


Mujhmein nayi baat hain
Nayi aadaton ke saath hain
Mujhmein nayi baat hain
Nayi aadaton ke saath hain

Hain jo sahi wo karna nahi
Ghalat hone ki yahi
Toh shuruaat hai
El esta noche la
Vida es completa

Nasha chaddha joh shareefi ka
Utaar fenka hain
Besharam rang kahaan dekha
Duniya waalon ne


Humein toh loot liya
Milke ishq waalon ne
Bahut hi tang kiya
Ab tak inn khayalon ne

El esta noche la
Vida es completa
Humein toh loot liya
Milke ishq waalon ne
Es completa

Besharam Rang Official Video Song