Raksha Bandhan Title Song Details
- Song: Raksha Bandhan Title Song
- Movie: Raksha Bandhan (2022)
- Language: Hindi
- Singer: Shreya Ghoshal
- Lyricist: Irshad Kamil
- Music: Himesh Reshammiya
- Starring: Akshay Kumar
- Music Label: Zee Music Company
Raksha Bandhan Title Song Lyrics
Pehli yaari tumse meriPehla gussa tumse tha
Bhai mere bachapan ka tho
Pura kissa tumse tha
Aadha hissa tha woh mera
Aadha hissa tumse tha
Bhai mere bachapan ka tho
Pura kissa tumse tha
Raksha bandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyaar ka
Dhaaga hain pyaar ka
Thoda sa hain chandan
Chhota sa hain tika
Bandhan hain zindagi ka
Raksha bandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyaar ka
Dhaaga hain pyaar ka
Saath rang sachche sabhi
Kab huye hai kachche kabhi
Dekhane ko naajuk hain
Par tutati na doriyan
Chaahto ki jhanki mile
Chitthiyon mein raakhi mile
Bhulati kabhi naa baihane
Ho hajar duriyan
Raksha bandhan vaada hain
Yaa dhaaga hain pyaar ka
Dhaaga hain pyaar ka
Maa ki ek parchhayi si
Bahan mein dikhaayi deti
Aur pita najar aate hain
Bhaiyon ki baat mein
Khoon ka ye rishta bhi hain
Hain juba ka naata bhi
Maan jo liya bhai tho
Saans saans saath mein
Raksha bandhan vaada hain
Yaa daava hain pyaar ka
Daava hain pyaar ka
Thoda sa hain resham
Thoda sa hain mitha
Bandhan zindagi ka
Raksha bandhan vaada hain
Yaadh aaga hain pyaar ka
Dhaaga hain pyaar ka
