Mera Banega Tu Song Lyrics | Liger (2022) Hindi Movie Songs Lyrics | Lakshay Kapoor

mera banega tu lyrics
"Mera Banega Tu" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Mera Banega Tu from the Hindi movie "Liger" (2022). The song is sung by Lakshay Kapoor, Music composed by Tanishk Bagchi, and Lyrics are penned by Kunaal Vermaa.


Mera Banega Tu Song Details

  • Song: Mera Banega Tu
  • Movie: Liger (2022)
  • Language: Hindi
  • Singer: Lakshay Kapoor
  • Lyricist: Kunaal Vermaa
  • Music: Tanishk Bagchi
  • Starring: Vijay Devarakonda, Ananya Pandey
  • Music Label: Sony Music India



Mera Banega Tu Song Lyrics

Tu jiss bhi jagah pe barsega
Woh dariya bann jaayega
Tu khaab mein bhi jo aayega
Toh akhiyan rang jaayega

Hoga toh chaand bhi dooja kahin
Ek hain duniyan mein tu
Maine socha naa tha
Ek din yaara mera banega tu
Jab tak saansein hain
Hai yeh waada dil mein rahega tu


Maine socha naa tha
Ek din yaara mera banega tu
Jab tak saansein hain
Hai yeh waada dil mein rahega tu

Saaha jodi sang tere
Saambh ke tu rakhna
Tere wall tere wall mera jahan
Ek pal maahi mera
Haath na tu chhadna
Koyi gall hove kal rehna mera

Shukr hain tujhse tu
Har jagah meri bhar gaya
Jo hua dard toh
Humdard mera bann gaya

Main liye jaan chhidakta
Hoon tadapta lai ke aaja mujhe tu
Maine socha naa tha
Ek din yaara mera banega tu
Jab tak saansein hain
Hai yeh waada dil mein rahega tu

Maine socha naa tha
Ek din yaara mera banega tu
Jab tak saansein hain
Hai yeh waada dil mein rahega tu


Can you be mine
Be my life line
I will love you
To the end of time

I’ll be hold you
To the end of time
Mera banega tu
Mera banega tu

Mera Banega Tu Official Video Song