Tera Hona Aaya Song Details
- Song: Tera Hona Aaya
- Album: Tere Hona Aaya
- Lang: Hindi
- Singer(s): Rochak Kohli, Asees Kaur
- Lyricist: Gurpreet Saini, Gautam Govind Shama
- Music: Rochak Kohli
- Music Label: Rochak Kohli
Tera Hona Aaya Song Lyrics
Aaj soch karBada rona aaya
Aaj soch kar
Bada rona aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Jis din doh jahan
Ho rahe the juda
Dil tha keh raha
Rok le tumhein
Kyu jubaan par
Lafze woh naa aaya
Kyu jubaan par
Lafze woh naa aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Jaante hum agar
Ki fasale the iss kadar
Hum toh zamino se the
Tha aasma me tera ghar
Jaante hum agar
Ki fasale the iss kadar
Hum toh zamino se the
Tha aasma me tera ghar
Ho dil ko samjhatein
Ki rok ke dhadkanein
Jee le tu agaar jee saake
Yeh khwaab naa ho gum agar
Mar bhi jaayein yun hi
Gum nahi gum nahi
Reh naa jaye kahi
Dil me ranjishein
Na paa saake tujhe
Na hi khona aaya
Na paa saake tujhe
Na hi khona aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Ki hamein naa ajj tak
Tera hona aaya
Ajj soch kaar
Bada rona aaya
Ho ajj soch kaar
Bada rona aaya
Ki hamein na ajj tak
Tera hona aaya
Ki hamein na ajj tak
Tera hona aaya
